संदेश

GARV SE KAHO HINDU HAI HU:-bharat desh me hindu dharm, ek mukhyadharm hai.mana jata hai, hindu dharm visv ka sbse pracheen dharm hai. Iski har ek manyta ka ek na ek aadhar hai. Abhi science ne bhi mana hai ki bramhand ke parikshan se pata chala hai, ki bramhan me om sabd ka uccharan gujta rahta hai. Aur om hindu dharm ka ek mahatvpurn thatha shiv bhagvan ki upasana yog ke liye aaj se nahi balki 100000sal pahle se chala aa raha hai. Hindu dharm se kayi anya dharmo ka janm hua. Hindu dharm ko vaidik dharm bhi kahte hai. Aapko jankar hairani hogi, nepal me hinduo ka pratisht bharat se bhi jyada hai. Hindu dharm ek matr aisa dharm hai jiska prambh pata ni hai. Kyuki yah ek sarvshreshth dharm hai, jo lo g dharm parivartan ka vichar rakhte hai. Hindu se anya dharmo me , mai manunga wo ek murkh hai. Yeh ek unnat dharm hai. Aur yah samay ke sath bdalta rahta hai. Is dharm ko aur is pawan bhumi bharat ko naman karta hu. Humne aise dharm me janm liya hai yah hamara saubhagya hai. Hindu dharm sada se shanti priy dharm raha. Thata usne har dharm ko barabar man deta hai. Kyuki dharm yahi sikhlata hai. Mujhe lgta hai mai apni bat apko smjha paya. Jay hind jay bharat. By smartgroup for you.

सरकारी नौकरी की चाह रखते है| तो जरुर पढे-- आज का दौर COMPETION का है| कहा जाये तो कोइ गलत नही है| aisa nahi hai ki log adhik hai job kam hai, aisa hai par bilkul aisa bhi nahi hai, aaj bhi kayi job h jo khali nikal jati hai, kyuki aj ke daur me competion bdne ke karan, preparation me bhi badlav ki jarurat hai, kuch logo ne to man liya hai ke yah namukin. Aisa nahi hai kuch bda pane ke liye.kuch bda karna pdta hai. Apke pas dhery, sahas na hona bhi sarkari exam me asfal hone ki wajah hai, aaj mai apko kuch aisi job btane ja raha hu jisme competion kam hai aur aage jane ke chance bahut hai. Stenographer - yeh ek aisi post h jisme apko steno ana chahiye mtlb shorthand. Yeh exam sss karata hai chsl stenographer. Isme shorthand ana jaruri hota h. Isliye isme kafi kam log form bharte hai. Kafi to jante bi nahi. Ab apko shorthand acchi ani chahiye. Sath hi sath apki typing bhi achi honi chahiye. Iski adhik jankari ap google jiske pas har samasya ka samadhan hai par ssc stenographer search kar detail asani se pa sakte hai. Hamari ye post yahi pe khatm hoti hai . Ant me hum apse yahi kahna chahenge ke agar ap kuch bda pana chahte ho to kuch bda karna hoga. Kal ni aj karna hoga. Mere sabi readers ko bye aur unke ujjaval bhavishya ki kamna karta hu. Ap apni manjil jarur prapt karenge. Jay shri ram.

#अगर आप हो CLASS-12th pass to आपके पास है | सुनहरा मौका| दे ये exam aur paye govt. j0ob### ji ha m hu ankit aur govt. job me apka swagat hai. agar aap 12th ki exam pass h . chahe ap kisi bhi stream se ho. aapne ssc ka nam to suna hi hoga iska full form hai. staff selection commision. jaha ek taraf log 12th ka result aane ke bad aage ki study me lag jate hai. to wahi kuch student 12th ke bad job pana chahte h wo bhi govt.to chaliye btate hai apko kaise paye govt. j06, ssc chsl jo combined hs level exam dilwata h.is exam ke liye eligibilty hai 12th pass. to chaliye btate hai kya h ssc chsl ye exam ssc karwata h. isme dataentry operater, court clerk, postal assitant, stenographer jaise job aate hai , ye 3 part me iske exam hote hai. teir -1 isme objective type question ke exam hote h. aur tier-2 me apllication aur essay. aur tier -3 me typing. apko agar ye exam pas krna h to typing acchi speed me honi chahiye###jyada jankari ke liye ssc ki website par visit kare##thaks for reading. aapka jeevan mangalmay ho. hamesha prayso ki jeet hoti hai##