संदेश

अगस्त, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

सरकारी नौकरी की चाह रखते है| तो जरुर पढे-- आज का दौर COMPETION का है| कहा जाये तो कोइ गलत नही है| aisa nahi hai ki log adhik hai job kam hai, aisa hai par bilkul aisa bhi nahi hai, aaj bhi kayi job h jo khali nikal jati hai, kyuki aj ke daur me competion bdne ke karan, preparation me bhi badlav ki jarurat hai, kuch logo ne to man liya hai ke yah namukin. Aisa nahi hai kuch bda pane ke liye.kuch bda karna pdta hai. Apke pas dhery, sahas na hona bhi sarkari exam me asfal hone ki wajah hai, aaj mai apko kuch aisi job btane ja raha hu jisme competion kam hai aur aage jane ke chance bahut hai. Stenographer - yeh ek aisi post h jisme apko steno ana chahiye mtlb shorthand. Yeh exam sss karata hai chsl stenographer. Isme shorthand ana jaruri hota h. Isliye isme kafi kam log form bharte hai. Kafi to jante bi nahi. Ab apko shorthand acchi ani chahiye. Sath hi sath apki typing bhi achi honi chahiye. Iski adhik jankari ap google jiske pas har samasya ka samadhan hai par ssc stenographer search kar detail asani se pa sakte hai. Hamari ye post yahi pe khatm hoti hai . Ant me hum apse yahi kahna chahenge ke agar ap kuch bda pana chahte ho to kuch bda karna hoga. Kal ni aj karna hoga. Mere sabi readers ko bye aur unke ujjaval bhavishya ki kamna karta hu. Ap apni manjil jarur prapt karenge. Jay shri ram.

#अगर आप हो CLASS-12th pass to आपके पास है | सुनहरा मौका| दे ये exam aur paye govt. j0ob### ji ha m hu ankit aur govt. job me apka swagat hai. agar aap 12th ki exam pass h . chahe ap kisi bhi stream se ho. aapne ssc ka nam to suna hi hoga iska full form hai. staff selection commision. jaha ek taraf log 12th ka result aane ke bad aage ki study me lag jate hai. to wahi kuch student 12th ke bad job pana chahte h wo bhi govt.to chaliye btate hai apko kaise paye govt. j06, ssc chsl jo combined hs level exam dilwata h.is exam ke liye eligibilty hai 12th pass. to chaliye btate hai kya h ssc chsl ye exam ssc karwata h. isme dataentry operater, court clerk, postal assitant, stenographer jaise job aate hai , ye 3 part me iske exam hote hai. teir -1 isme objective type question ke exam hote h. aur tier-2 me apllication aur essay. aur tier -3 me typing. apko agar ye exam pas krna h to typing acchi speed me honi chahiye###jyada jankari ke liye ssc ki website par visit kare##thaks for reading. aapka jeevan mangalmay ho. hamesha prayso ki jeet hoti hai##