GARV SE KAHO HINDU HAI HU:-bharat desh me hindu dharm, ek mukhyadharm hai.mana jata hai, hindu dharm visv ka sbse pracheen dharm hai. Iski har ek manyta ka ek na ek aadhar hai. Abhi science ne bhi mana hai ki bramhand ke parikshan se pata chala hai, ki bramhan me om sabd ka uccharan gujta rahta hai. Aur om hindu dharm ka ek mahatvpurn thatha shiv bhagvan ki upasana yog ke liye aaj se nahi balki 100000sal pahle se chala aa raha hai. Hindu dharm se kayi anya dharmo ka janm hua. Hindu dharm ko vaidik dharm bhi kahte hai. Aapko jankar hairani hogi, nepal me hinduo ka pratisht bharat se bhi jyada hai. Hindu dharm ek matr aisa dharm hai jiska prambh pata ni hai. Kyuki yah ek sarvshreshth dharm hai, jo lo g dharm parivartan ka vichar rakhte hai. Hindu se anya dharmo me , mai manunga wo ek murkh hai. Yeh ek unnat dharm hai. Aur yah samay ke sath bdalta rahta hai. Is dharm ko aur is pawan bhumi bharat ko naman karta hu. Humne aise dharm me janm liya hai yah hamara saubhagya hai. Hindu dharm sada se shanti priy dharm raha. Thata usne har dharm ko barabar man deta hai. Kyuki dharm yahi sikhlata hai. Mujhe lgta hai mai apni bat apko smjha paya. Jay hind jay bharat. By smartgroup for you. लिंक पाएं Facebook Twitter Pinterest ईमेल दूसरे ऐप - सितंबर 02, 2018 और पढ़ें